Aaj shuru ki yeh nayi kahani
Kya nam du is kitab ka, bahut kiya soch vichar
tab diya ek nam shekhar ki paltishayari
karta hun apke vicharo ka swagat, aur shuru karta hun apne is naye kitab ka kagaz..... :)
1) Manjil chahe kitni bhi dur kyun na ho, safar tay karne wale ko uska fikar nahi hota
Chahe kitni bhi mode aye, rasta apka tay hota hai. :)
2) Maine socha ye soch ati kaha se aur sochta raha ....
3) Dali dali pe dali... jis dali pe maine najar dali jalim ne us dali ko kat dali....
4) Lakshya apka chahe kitna bhi dur kyu na ho ..... najar apki hamesha usi par rahni chahiye ....
No comments:
Post a Comment